Swift Dzire 2011 Petrol/cng
13 days old.
Make Maruti Suzuki
Model Swift Dzire
Kms 69000
Price ₹ 2,10,000
Fuel Type CNG & Hybrids
Condition Used
Ghar ki gaadi hai aur bohot acche se maintain ki hui hai. Family ya daily use ke liye best value for money car hai. Gaadi ki Details: Model: 2011 (2nd owner ) Key : 2 remote RC validity till : June 2031. Insurance : Valid Till May 2027. PUC : Valid till May 2027. Fuel Type: Petrol + CNG (Dono par bohot badhiya mileage 12 KG CNG bottle) Engine & Drive: Engine ekdum superb condition me hai. Bilkul silent gaadi hai, chalane me bohot smooth lagti hai. AC: Ekdum chilled AC. Music System: Gaadi ke andar bada display monitor aur badhiya music system laga hua hai. Kilometers: Genuine reading - 69000 Gaadi me koi extra kharcha nahi hai, bas kharido aur chalao.
Certified Yes
Rs. 299999 Hyundai Verna Khas Bazar, Ahmedabad 75886 kms
Rs. 210000 Maruti Suzuki Swift Dzire Khas Bazar, Ahmedabad 69000 kms